Santa to police: Kal raat chor mere ghar se tv k ilawa sab saamaan le gaye
Police: tv kyon nahi le gaye?
Santa: tv to mein dekh raha tha na isliye..!!!
Santa: Yar meri miss kehti hain k bhens ka doodh peenay se dimagh taiz hota hai.
Banta: Mazaq karti hain, agar aisa hota to bhens ka apna bacha Engineer na hota?